AZAMGARH • UTTAR PRADESH
DJ POWER
आज़मगढ़ का धमाकेदार डीजे
Shaadi
Shaadi, barat rath, puja, birthday — har function, full power sound & lights.
Booking? Sirf one call.
HAMARA SETUP
The Setup
ज़बरदस्त साउंड सिस्टम — DJ POWER ka apna full setup. Sound, lights, pura josh. Seedha aapke venue tak.
SERVICES EXPLORER
Har Function, Full Power
Apna function chuno — details dekho aur seedha booking karo.
WHY DJ POWER
Ek hi jagah, sab kuch
Apna asli setup
Sound aur lights ka DJ POWER ka apna setup — gallery me sab asli photos hain.
One call booking
Bas ek call ya WhatsApp. Date aur function batao, baaki hum dekh lenge.
Rath se patakhe tak
Barat ka rath, patakhe (order par) aur pickup gadi bhade ke liye — sab ek hi jagah.
Azamgarh se
Yusufpur Khanpur, Post Sikraur, Shabari, Azamgarh (UP).
GALLERY
Kaam Bolta Hai
FAQ
Aksar puchhe jaane wale sawal
Kaun kaun se function karte ho?
Shaadi aur barat, birthday, Navratri, Lakshmi Puja, Diwali, Visarjan, Ramayan aur baaki programs.
Barat ka rath milta hai?
Haan, road rath jispar dulha baithta hai, wo bhi hota hai.
Patakhe ka intezaam hota hai?
Barat me jo patakhe phutte hain, wo bhi order par manage karwa diye jate hain.
Pickup gadi bhade pe milti hai?
Haan, pickup gadi bhade ke liye book hoti hai.
Booking kaise karein?
Call karo 96489 24137 ya 99183 31262, ya neeche ka form bharke WhatsApp pe details bhejo. Baaki details call pe confirm hoti hain.
Aap kahan ke ho?
Azamgarh (UP) — Yusufpur Khanpur, Post Sikraur, Shabari.
BOOKING
Booking = One Call
Date final karo, bas. Call karo ya WhatsApp pe details bhejo — DJ POWER ready.